Info
Assalam-o-Alaikum!
Main hoon Dr. Taibah, aur aap dekh rahe hain Doctor Taibah Official.
Is channel ka maqsad sirf bimaariyon ka ilaaj batana nahi,
balkay sehat, awareness aur sahi rehnumai dena hai —
bilkul simple aur asaan alfaaz mein.
Aaj kal hum social media par bohat si adhoori aur ghalat medical information dekhte hain,
jo aksar logon ko confuse kar deti hai.
Is channel par aapko milegi:
✔️ Medical problems ki scientific aur practical explanation
✔️ Daily life health tips
✔️ Women health, skin, hair aur lifestyle guidance
✔️ Aur wo baatein jo doctors usually clinic mein detail se nahi bata paate
Mera maqsad hai ke aap apni sehat ko samjhein,
khud se ghalat ilaaj na karein,
aur sahi waqt par sahi faisla lein.
Yaad rakhein,
Har video general awareness ke liye hoti hai,
agar problem serious ho to doctor se zaroor consult karein.
Stats
Joined Invalid Date
0 total views